% \startsong \stitle{piite piite kabhii-kabhii yuu.n jaam badal jaate hai.n}% \film{Bairaag}% \year{1976}% \starring{Dilip}% \singer{Rafi, Asha}% \music{Kalyanji-Anandji}% \lyrics{Anand Bakshi}% % % Contributor: Shashikant Joshi (rava0002@gold.tc.umn.edu) % Transliterator: Ravi Kant Rai (rrai@plains.nodak.edu) % Editor: Anurag Shankar (anurag@chandra.astro.indiana.edu) % \printtitle #indian % rafii: piite piite kabhii\-kabhii yuu.n jaam badal jaate hai.n jaam badal jaate hai.n \- 2 are kaam badal jaate hai.n, logo.n ke naam badal jaate hai.n rafii: ye paravaanaa\-e\-shamaa, mehamaan hai ik raat kaa \- 2 dil kii baate.n chhe.D duu.n, Dar hai bas is baat kaa yahaa.N se vahaa.N tak jaane me.n, vahaa.N se yahaa.N tak aane me.n log ye kahate hai.n jii \- 2 ba.nd lifaafe me.n bhii, dil ke paiGaam badal jaate hai.n piite piite \threedots aashaa: do rukh har tasviir ke, hairaa.n huu.N mai.n dekh ke rafii: hairaan huu.N mai.n dekh ke aashaa: hai ik cheharaa aur bhii, chehare pe har ek ke rafii: chehare pe har ek ke aashaa: najar ko najar jo aataa hai, fariibii\-nazar kahalaataa hai nii.nd ke ik jho.nke se, aa.Nkh ke is dhokhe se rafii: raam aur shaam badal jaate hai.n dono: piite piite \threedots % #endindian \endsong %