% \startsong \stitle{phuulo.n kaa taaro.n kaa, sabakaa kahanaa hai}% \film{Hare Rama Hare Krishna}% \year{1971}% \starring{Dev Anand, Zeenat Aman}% \singer{Kishore, Lata}% \music{R D Burman}% \lyrics{Anand Bakshi}% % % Contributor: % Transliterator: Venkatasubramanian K G (gopala@cs.wisc.edu) % Credits: rec.music.indian.misc % Venkatasubramanian K G (gopala@cs.wisc.edu) % \printtitle #indian % phuulo.n kaa taaro.n kaa, sabakaa kahanaa hai ek hazaaro.n me.n merii bahanaa hai saarii, umar, hame.n sa.ng rahanaa hai phuulo.n \threedots ye na jaanaa duniyaa ne tuu hai kyuu.N udaas, terii pyaasii aa.Nkho.n me.n pyaar kii hai pyaas, aa mere paas aa, kah jo kahanaa hai, ek hazaaro.n \threedots bholii\-bhaalii jaapaanii gu.Diyaa jaisii tuu, pyaarii\-pyaarii jaaduu kii pu.Diyaa jaisii tuu, DaiDii kaa mammii kaa, sab kaa kahanaa hai, ek hazaaro.n \threedots jab se merii aa.Nkho.n se ho ga_ii tuu duur tab se saare jiivan ke sapane hai.n chuur aa.Nkho.n me.n nii.nd naa, man me.n chainaa hai, ek hazaaro.n \threedots dekho ham tum dono hai.n ek Daalii ke phuul mai.n na bhuulaa tuu kaise mujhako ga_ii bhuul aa mere paas aa, kah jo kahanaa hai, ek hazaaro.n \threedots jiivan ke dukho.n se, yuu.N Darate nahii.n hai.n aise bachake sach se guzarate nahii.n hai.n sukh kii hai chaah to, dukh bhii sahanaa hai, ek hazaaro.n \threedots % #endindian \endsong %