% \startsong \stitle{parbato.n ke pe.Do.n par shaam kaa baseraa hai}% \film{Shagun}% \year{1964}% \starring{???}% \singer{Rafi, Suman Kalyanpur}% \music{Khaiyyam}% \lyrics{Sahir}% % % Contributor: Vandana Venkatesan % Transliterator: Rajiv Shridhar % Date: 11/02/1996 % \printtitle #indian % ra: parbato.n ke pe.Do.n par shaam kaa baseraa hai surama_ii ujaalaa hai, champa_ii a.ndheraa hai su: dono.n vaqt milate hai.n do dilo.n kii suurat se aasma.n ne khush hoke ra.Ng saa bikheraa hai ra: Thahate\-Thahare paanii me.n giit sar\-saraate hai.n bhiige\-bhiige jho.nko.n me.n khushabu_o.n kaa Deraa hai parbato.n ke pe.Do.n par \threedots su: kyo.n na jazb ho jaae.n is hasiin nazaare me.n roshanii kaa jhuramaT hai mastiyo.n kaa gheraa hai parbato.n ke pe.Do.n par \threedots ra: ab kisii nazaare kii dil ko aarzuu kyo.n hai jab se paa liyaa tum ko sab jahaa.N meraa hai do: jab se paa liyaa tum ko sab jahaa.N meraa hai parbato.n ke pe.Do.n par \threedots % #endindian \endsong %