% \startsong \stitle{paradesiyo.n se naa a.Nkhiyaa.n milaanaa}% \film{Jab Jab Phool Khile}% \year{1965}% \starring{Shashi Kapoor, Nanda}% \singer{Rafi}% \music{Kalyanji-Anandji}% \lyrics{Anand Bakshi}% % % Contributor: % Transliterator: Avinash Chopde (avinash@acm.org) % Credits: C. S. Sudarshana Bhat (cesaa129@utacnvx.uta.edu) % Venkatasubramanian K Gopalakrishnan (gopala@cs.wisc.edu) % Preetham Gopalaswamy (preetham@src.umd.edu) % Editor: Anurag Shankar (anurag@astro.indiana.edu) % \printtitle #indian % paradesiyo.n se naa a.Nkhiyaa.n milaanaa paradesiyo.n ko hai ik din jaanaa aatii hai jab ye rut mastaanii banatii hai koii na koI kahaanii ab ke bas dekhe bane kyaa fasaanaa sach hii kahaa hai pa.nchhii inako raat ko Thahare to u.D jaae.n din ko aaj yahaa.N kal vahaa.N hai Thikaanaa baago.n me.n jab jab phuul khile.nge tab tab ye harajaaii mile.nge guzaregaa kaise patajha.D kaa zamaanaa ye baabul kaa des chhu.Daae.n des se ye parades bulaae.n haay sune.n naa ye koI bahaanaa hamane yahii ek baar kiyaa thaa ek paradesii se pyaar kiyaa thaa aise jalaae dil jaise paravaanaa pyaar se apane ye nahii.n hote ye patthar hai.n ye nahii.n rote inake liye naa aa.Nsuu bahaanaa naa ye baadal naa ye taare ye kaagaz ke phuul hai.n saare in phuulo.n ke baag na lagaanaa hamane yahii ek baar kiyaa thaa ek paradesii se pyaar kiyaa thaa ro ro ke kahataa hai dil ye diivaanaa % #endindian \endsong %