% \startsong \stitle{pahalaa nashaa, pahalaa khumaar nayaa pyaar hai.n nayaa i.ntazaar}% \film{Jo Jeeta Wohi Sikander}% \year{1993}% \starring{Aamir Khan, Ayesha Jhulkha, Pooja Bedi}% \singer{Udit Narayan, Sadhna Sargam}% \music{Jatin-Lalit}% \lyrics{}% % % Contributor: Satish Subramanian (subraman@cs.umn.edu) % Transliterator: Ravi Kant Rai (rrai@plains.nodak.edu) % Credits: % \printtitle #indian % pahalaa nashaa, pahalaa khumaar nayaa pyaar hai.n nayaa i.ntazaar karaluu.N mai.n kyA apanA haal ai dil\-e\-beqaraar mere dil\-e\-beqaraar tU hii bataa (u.Dataa hii phiruu.N in havaao.n me.n kahii.n yA mai.n jhuul jaauu.N, in ghaTaao.n me.n kahii.n ) \- 2 ek karaluu.N aasamaan aur zamiin ab yaaro kyA karuu.N kyA nahii.n pahalaa nashaa, pahalaa khumaar \threedots (usane baat kii, kuchh aise Dha.ng se sapane de gayaa vo hazaaro.n ra.ng ke ) \- 2 rah jaauu.N jaise me.n haar ke aur chuume vo mujhe pyaar se pahalaa nashaa, pahalaa khumaar nayaa pyaar hai.n nayaa i.ntazaar karaluu.N mai.n kyA apanA haal, ai dil\-e\-beqaraar mere dil\-e\-beqaraar, tU hii bataa % #endindian \endsong %