% \startsong \stitle{o pa.nchhii pyaare}% \film{Bandini}% \year{1963}% \starring{Nutan, Ashok Kumar, Dharmendra}% \singer{Asha}% \music{S D Burman}% \lyrics{Shailendra}% % % Contributor: Vandana Venkatesan % Transliterator: Vandana Venkatesan % Editor: Rajiv Shridhar % Date: 11/01/1996 % Comments: Bimal Roy Productions % \printtitle #indian % do nainan ke milan ko do nainaa bulaae.n jab nainaa ho.n saamane to nainaa jhuk jaae.n (o pa.nchhii pyaare saa.njha sakhaare bole tuu kaun sii bolii bataa re bole tuu kaun sii bolii ) \-2 mai.n to pa.nchhii pi.njare kii mainaa pa.Nkh mere bekaar biich hamaare saat re saagar (kaise chaluu.N us paar) \-2 o pa.nchhii pyaare \threedots phaagun mahiinaa phuulii bagiyaa aam jhare aMraaii mai.n khi.Dakii se chup chup dekhuu.N (R^itu basa.nt kii aa_ii) \-2 o pa.nchhii pyaare \threedots % #endindian \endsong %