% \startsong \stitle{mujhe le chalo aaj phir us galii me.n}% \film{Sharaabi}% \year{1964}% \starring{Dev Anand, Madhubala, Lalita Pawar}% \singer{Rafi}% \music{Madan Mohan}% \lyrics{Rajinder Krishan}% % % Contributor: rathore@ece.rutgers.edu % Transliterator: Rajiv Shridhar % Date: 04/23/1996 % Credits: Vinod Jairaj % Editor: Rajiv Shridhar % Comments: % \printtitle #indian % mujhe le chalo, aaj phir us galii me.n jahaa.N pahale\-pahale, ye dil la.Dakha.Daayaa vo duniyaa, vo merii mohabbat kii duniyaa jahaa.N se mai.n betaabiyaa.N leke aayaa mujhe le chalo \threedots jahaa.N so rahii hai merii zi.ndagaanii jahaa.N chho.D aayaa mai.n apanii javaanii vahaa.N aaj bhii ek chaukhaT tazaa mohabbat ke sajaado.n kii hogii nishaanii \-2 mujhe le chalo \threedots vo duniyaa jahaa.N usake naqsh\-e\-kadam hai.n vahii.n merii khushiyaa.N, vahii.n mere Gam hai.n mai.n le aauu.Ngaa khaak us rahaguzar kii ke us rahaguzaraa kii, to zarre sanam hai \-2 mujhe le chalo \threedots vahaa.N ek ra.Ngee.n chilaman ke piichhe chamakataa huaa usakaa, ruKasaar hogaa basaa luu.Ngaa aa.Nkho.n me.n vo roshanii mai.n yuu.N hii kuchh ilaaj\-e\-dil\-e\-zaar hogaa \-2 mujhe le chalo \threedots mujhe le chalo, aaj phir us galii me.n jahaa.N pahale\-pahale, ye dil la.Dakha.Daayaa vo duniyaa, vo merii mohabbat kii duniyaa jahaa.N se mai.n betaabiyaa.N leke aayaa mujhe le chalo \threedots % #endindian \endsong %