% \startsong \stitle{merii yaad me.n tum na aa.Nsuu bahaanaa}% \film{Madhosh}% \year{1951}% \starring{Manhar, Meena Kumari}% \singer{Talat}% \music{Madan Mohan}% \lyrics{Raja Mehdi Ali Khan}% % % Contributor: Neeraj Malhotra (malhotra@bedford.progress.COM) % Transliterator: Rajiv Shridhar (rajiv@hendrix.coe.neu.edu) % Date: Mon June 19, 1995 % Credits: Ashok Dhareshwar (adhareshwar@worldbank.org) % Editor: % Comments: % \printtitle #indian % merii yaad me.n tum na aa.Nsuu bahaanaa na jii ko jalaanaa, mujhe bhuul jaanaa samajhanaa ke thaa ek sapanaa suhaanaa vo guzaraa zamaanaa, mujhe bhuul jaanaa merii yaad me.n\threedots judaa merii ma.Nzil, judaa terii raahe.n \-2 mile.ngii na ab terii\-merii nigaahe.n mujhe terii duniyaa se hai duur jaanaa merii yaad me.n\threedots ye ro\-ro ke kahtaa hai TuuTaa huaa dil \-2 nahii.n huu.N mai.n terii mohabbat ke kaabil meraa naam tak apane lab pe na laanaa na jii ko jalaanaa, mujhe bhuul jaanaa merii yaad me.n\threedots % #endindian \endsong %