% \startsong \stitle{mere saamane vaalii khi.Dakii me.n}% \film{Padosan}% \year{1968}% \starring{Sunil Dutt, Saira Bano, Kishore, Mahmood}% \singer{Kishore}% \music{R D Burman}% \lyrics{Rajinder Krishan}% % % Contributor: % Transliterator: Avinash Chopde (avinash@acm.org) % Credits: Suneeta Aggarwal (suneeta@tss.com) % posted by nasir (noor@muug.mb.ca)) % Preetham Gopalaswamy (preetham@src.umd.edu) % Editor: Anurag Shankar (anurag@astro.indiana.edu) % \printtitle #indian % mere saamane vaalii khi.Dakii me.n ek chaa.nd kaa Tuka.Daa rahataa hai afasos ye hai ke vo hamase kuchh ukha.Daa ukha.Daa rahataa hai jis roz se dekhaa hai usako ham shamaa jalaanaa bhuul gae dil thaam ke aise baiThe hai.n kahii.n aanaa jaanaa bhuul gae ab aaTh pahar in aa.Nkho.n me.n vo cha.nchal mukha.Daa rahataa hai barasaat bhii aakar chalii ga_ii baadal bhii garaj kar baras gae par usakii ek jhalak ko ham ai husn ke maalik taras gae kab pyaas bujhegii aa.Nkho.n kii din raat ye dukha.Daa rahataa hai % #endindian \endsong %