% \startsong \stitle{meraa sundar sapanaa biit gayaa}% \film{Do Bhai}% \year{1947}% \starring{Kamini Kaushal, Ulhas, Rajan}% \singer{Geeta}% \music{S D Burman}% \lyrics{Raja Mehdi Ali Khan}% % % Contributor: Srinivas Ganti % Transliterator: K Vijay Kumar % Date: % Credits: % Editor: Hemlata Khemani % Comments: A Tribute to Sachin Dev Burman #3 % \printtitle #indian % meraa sundar sapana biit gayaa mai.n prem me.n sab kuchh haar gayii bedad.r zamaanaa jiit gayaa meraa sundar sapanaa biit gayaa kyo.n kaalii badariyaa chaayii hai kyo.n kalii kalii mus_kaayii hai merii prem kahaanii khatm hu_ii meraa jiivan kaa sa.ngiit gayaa meraa sundar sapanaa biit gayaa o cho.D ke jaane vaale aa dil to.D ke jaane vaale aa aa.Nkhe.n asuvan me.n Duub gayii.n ha.Nsane kaa zamaanaa biit gayaa meraa sundar sapanaa biit gayaa har raat merii divaalii thii mai.n piyaa kii hone vaalii thii is jiivan ko ab aag lage, aag lage is jiivan ko ab aag lage mujhe cho.Dake jiivan miit gayaa meraa sundar sapanaa biit gayaa % #endindian \endsong %