% \startsong \stitle{meraa antar ek ma.ndir hai teraa}% \film{Tere Mere Sapne}% \year{1971}% \starring{Dev Anand, Mumtaz}% \singer{Lata}% \music{S D Burman}% \lyrics{Neeraj}% % % Contributor: umdesai@cc.umanitoba.ca % Transliterator: Rajiv Shridhar % Date: 04/23/1996 % Credits: % Comments: % \printtitle #indian % meraa antar ek ma.ndir hai teraa, hai teraa piiyaa, meraa jiivan, terii puujaa so_uu.N yaa mai.n jaaguu.N subah aur shaam pal\-pal chhin tujh se tujhako maa.Nguu.N paake tujhe apanaa banaake, tujhako hii lautaa duu.N teraa antar ek ma.ndir hai teraa pyaar teraa ???, raam jaane phir bhii kyo.N hai jiivan suunaa suunaa kaise kahuu.N kaise, kaise dekhuu.N mai.n koii sapanaa teraa antar ek ma.ndir hai teraa % #endindian \endsong %