% \startsong \stitle{mai.n piyaa terii tuu maane yaa na maane}% \film{Basant Bahaar}% \year{1956}% \starring{Bharat Bhushan, Nimmi}% \singer{Lata}% \music{Shankar-Jaikishan}% \lyrics{Hasrat}% % % Contributor: Himanshu Gupta (himanshu.gupta@eng.sun.com) % Transliterator: Rajiv Shridhar (rajiv@hendrix.coe.neu.edu) % Date: Thu Aug 10 1995 % Editor: Rajiv Shridhar (rajiv@hendrix.coe.neu.edu) % Comments: Flute played by Pannalal Ghosh for this song % \printtitle #indian % mai.n piyaa terii tuu maane yaa na maane duniyaa jaane tuu jaane yaa na jaane kaaheko bajaae tuu miiThii miiThii taane.n mai.n piyaa terii tuu maane yaa na maane muralii kii lay ne dil meraa chhiinaa taar jagaae dilake taar jagaae raah bikhere jab tere dil ne raag uThaae mai.nne raag uThaae miTane na duu.Ngii, pyaar ke sagaane mai.n piyaa terii\threedots priit kii Dorii tum sa.ng baa.Ndhii tum sa.ng baa.Ndhii sai.nyaa tum sa.ng bujhane na duu.Ngii priit kaa diipak kitanii bhii aaye sai.nyaa duniyaa kii aa.Ndhii mai.n nahii.n badalii, badale zamaanaa mai.n piyaa terii \threedots % #endindian \endsong %