% \startsong \stitle{leke pahalaa pahalaa pyaar}% \film{CID}% \year{1956}% \starring{Dev Anand, Shakeela, Waheeda Rehman}% \singer{Shamshad, Asha, Rafi}% \music{O P Nayyar}% \lyrics{Majrooh}% % % Contributor: Preeti Ranjan Panda (ppanda@openlab-10.ICS.UCI.EDU) % Transliterator: Ravi Kant Rai (rrai@plains.nodak.edu) % Editor: Anurag Shankar (anurag@chandra.astro.indiana.edu) % \printtitle #indian % leke pahalaa pahalaa pyaar bharake aa.Nkho.n mai.n khumaar jaaduu nagarI se aayaa hai koI jaaduugar leke pahalaa pahalaa pyaar \threedots usakii dIvaanii haay kahuu.N kaise ho gaI jaaduugar chalaa gayaa mai.n to yahaa.N kho gaI nainaa jaise hue chaar gayaa dil kA qaraar jaaduu nagarI se AyA hai koI jaaduugar leke pahalaa pahalaa pyaar \threedots tumane to dekhaa hogaa usako sitaaro.n aao zaraa mere sa.ng milake pukaaro dono hoke beqaraar Dhuu.NDhe tujhako meraa pyaar jaaduu nagarI se AyA hai koI jaaduugar leke pahalaa pahalaa pyaar \threedots jab se lagaayaa tere pyaar kA kaajal kaalii kaalii birahaa kii ratiyaa.n hai.n bekal aajaa man ke shrR^i.ngaar kare bindiyaa pukaar jaaduu nagarI se AyA hai koI jaaduugar leke pahalaa pahalaa pyar \threedots mukha.De pe Daale hue zulfo.n kii badalii chalii balakhaatii kahaa.N ruk jaa o pagalii naino.n vaalii tere dvaar leke sapane hazaar jaaduu nagarI se AyA hai koI jaaduugar leke pahalaa pahalaa pyaar \threedots chaahe koI chamake jii chaahe koI barase bachanaa hai mushkil piyaa jaaduugar se degaa aisA mantar maar aakhir hogii terI haar jaaduu nagarI se AyA hai koI jaaduugar leke pahalaa pahalaa pyaar \threedots sun sun baate.n terI gorii muskaaI re aa_ii aa_ii dekho dekho aa_ii ha.Nsii aa_ii re khele hoTho.n pe bahaar nikalaa gusse se bhI pyaar jaaduu nagarI se AyA hai koI jaaduugar leke pahalaa pahalaa pyaar \threedots % #endindian \endsong %