back

song: hai rabba
film: Jeans
musicdirector: a r rahman
songwriter: javed akhtar
singer: udit narayan, kavita krishnamurthy

meri ho na kaho to hu na
(you must be mine, please say that you are)

to phir se kaho na
(then again say)

madhumita madhumita madhumita
haey re haey re haey rabba
(oh god)

haey re haey re haey rabba
haey re haey re haey rabba
haey re haey re haey rabba
jeeta jagta tajmahal mera hai na
(this tajmahal that is alive must be mine)

hansta bolta hai jo kanwal mera hai na
(this lotus that is laughing and speaking is mine)

haey re haey re haey rabba
haey re haey re haey rabba
poore chand si jiski shakl meri hai na
(the one whose face is like full moon is mine)

wo jo hai ek poori gazal meri hai na
(the one who is a complete ghazal is mine)

pyaar jo machle is dil mein rang aa jaaye mehfil mein
(when love persists in this heart, the gathering becomes colorful)

tu jo pighle lehje mein bole chhoo lu tere hontho ke sholey
(when you speak in this molten style, i feel like touching the flame of your lips)

pyaar pa ke geet ga ke kahoo dil mein jo hain batey pyaar ki
(having found love, having sung song, tell the talks of love that is in your heart)

haey re haey re haey rabba
haey re haey re haey rabba
jeeta jagta tajmahal mera hai na
hansta bolta hai jo kanwal mera hai na

aao nai duniya mein ghoome aao nai duniya dekhe
(come to tour new world, come to see new world)

parbat parbat dekhe dono aur dariya dariya dekhe
(let us together see mountains, and let's see seas)

hum yu rahe is pyaar mein laila majnoo apne hi jaisa kahe hamein
(we should live in love so that laila and majnoo call us like them)

vajah na poochho bas itna maano ki dil mein aise khayaal ko nikal do nikal do
(don't ask the reason, just accept that you remove this thought from your heart)

na ye jamana kahe diwana meri suno apne haal ko sambhaal lo sambhaal lo
(this world must not call us insane, listen to me, take care of your condition)

kyo sambhaale hum dil ko paayenge hum manjil ko
(why should i take care of my heart, i am destined to reach our goal)

kyo ae sanam aise dare kyo wo kare jo dil hi na mane
(why should we fear like this, o lover, why should we do that which our heart does not agree to)

haey re haey re haey rabba
haey re haey re haey rabba
jeeta jagta tajmahal mera hai na
hansta bolta hai jo kanwal mera hai na
haey re haey re haey rabba
haey re haey re haey rabba

mehki hawaye paas jo aaye kano mein gaaye i love u
(when the sweet smelling winds come near, and sing "i love you" in ears)

pedo ke panchhi geet sunaye aur ye jataye i love u
(the birds on the trees sing songs for us and make it obvious that "i love you")

jab ye kaha tumne sanam har janam maine sapna jo dekha to poora hua
(when you said this, o lover, in my every birth, the dream that i have seen has become fulfilled)

ye phoolo ki hai aarzoo ki baalo mein saja le tu isi liye to hai khile
(this is the desire of flowers that you adorn them in your hairs, that is why they have bloomed)

ye motiyo si baarishe liye huey hai khwahishey ki choom le jo tu mile
(these showers like pearls have desires that they kiss you if they find you)

dil ki dhadkan tham jaaye saans bhi chahe na aaye
(even if the heartbeat comes to a standstill, even if the breat does not commence)

phir bhi jiyu par jaane kyo tum bin jiya nahi jaaye
(even then i am living, but i don't know why i can't live without you)

haey re haey re haey rabba
haey re haey re haey rabba
jeeta jagta tajmahal mera hai na
hansta bolta hai jo kanwal mera hai na
haey re haey re haey rabba
haey re haey re haey rabba
poore chand si jiski shakl teri hai na
wo jo hai ek poori gazal teri hai na
tu jo pighle lehje mein bole chhoo lu tere hontho ke sholey
pyaar jo machle is dil mein rang aa jaaye mehfil mein
pyaar pa ke geet ga ke kahoo dil mein jo hain batey pyaar ki
haey re haey re haey rabba
haey re haey re haey rabba

version: 1.00
last updated: 01/08/2000
presented by: vulcan

back