back

song: kahta hai mera dil
film: Jeans
musicdirector: a r rahman
songwriter: javed akhtar
singer: kavita krishnamurthy

kehta hai mera ye dil piya koi hai koi hai hi nahi
(my heart says that, o lover, nobody is there)

kaaya hai tu chhaya hu main tu na ho to main bhi nahi
(you are the body, i am just your shadow, if you are not there, i also do not exist)

tu na ho to main bhi nahi

chudi jo khanke to kehte hai khan khan
(if bangles create sound then that is called khan khan)

ghunghroo jo chhanke to kehte hain chhan chhan
(when ghunghroo create sound that is called chhan chhan)

khan khan ho ya phir chhan chhan ho
(whichever sound it is)

matlab inka hai jab tak ho do
(their meaning is that as long as two are there)

main bhi hu tab tak jab tak tum ho
(i also am there just as long as you are there)

jo sach hai wo tum maan hi lo
(whatever is the truth that you please accept)
 

subah ki pal ya shaam ke ho din to saara ek hi hai
(whether there are moments of dawn or of dusk, entire day is just single)

do aankho se dekhe hum phir bhi nazaara ek hi hai
(though we see with two eyes, but we see only single scene)

dil hai do lekin sanam pyar ki dhaara ek hi hai
(there are two hearts, but o lover, the stream of love is single)

kehta hai mera ye dil piya koi hai koi hai hi nahi
koi hai koi hai hi nahi

suni kahani hai ye purani hanso ka raja hanso ki raani
(i have heard this old tale, that a king of swans and a queen of swans)

phirte hai ek sang har pal hi
(wander around together every moment)

nain mein jab ek neer bhar aaye judwa aankh bhi neer bahaye
(when tears flood one eye, the twin eye also shed water)

pyaar ki ho man mein jal thal bhi
(then there is water and land of love in mind)

kehne ko do jism sahi lekin bas ik jaan hai hum
(for argument's sake we are two bodies, but we are one soul)

kehne ko hum do sapne hai lekin ik armaan hai hum
(for the sake of argument we are two dreams, but we are only one desire)

itna pyaar hua kaise soch ke khud hairaan hai hum
(how much i felt so much love for you, i myself wonder whenever i give it a thought)

kehta hai mera ye dil piya

kehta hai mera ye dil piya

kehta hai mera ye dil piya koi hai koi hai hi nahi
koi hai koi hai hi nahi
kaaya hai tu chhaya hu main tu na ho to main bhi nahi
tu na ho to main bhi nahi

version: 1.00
last updated: 01/08/2000
presented by: vulcan

back