back

song: ajooba
film: Jeans
musicdirector: a r rahman
songwriter: javed akhtar
singer: hariharan, sadhana sargam

phulo mein jo khushboo hai kaise wo aati hai ajooba
(the fragrance that is there in the flowers, how does it come? surprise)

titli kaha se ye saare rang laati hai ajooba
(wherefrom the butterfly brings all these colours? surprise)

hawa ko bansuri banati hai sangeet kaise ajooba
(how does a flute manage to convert the air into such music? surprise)

koyal ne seekhe hai itne pyaare geet kaise ajooba
(how does a cuckoo learn so lovely songs? surprise)

hai ye ajoobe lekin ik aur ajooba hai
(these are all surprises, but there is one more surprise)

dharti se ambar se parbat se saagar se
(from the earth, from the sky, from the mountain, from the ocean)

humne suna pyaar ajooba hai
(we have heard that love is a surprise)

ho pehli nazar mein hi jo dilo mein ho
(in the first glance, in between the two hearts)

har wo qarar ajooba hai o
(every commitment that develops is a surprise)

phulo se jo khushboo aaye ajooba hai
(the fragrance that is coming from flowers is a surprise)

titli jo saare rang laye ajooba hai
(all the colors a butterfly has brought is a surprise)

baansuri ka ye sangeet ajooba hai
(this music of a flute is a surprise)

koyal jo gaati hai geet ajooba hai
(the cuckoo sings all those songs, those are surprise)

ye bhi hairaan hai aisa bhi ek ajooba hai
(but all these are amazed there is such a surprise also)

ho
ho
daali mein mehek hoti hi nahi kaliyo mein mehek aa jati hai
(there is no fragrance in the branches of a shrub, but fragrance appears in the buds)

ye bhi ajooba hi hai
(this is just a surprise)

saagar se ghata jo uthati hai meetha pani barsati hai
(from the salty sea, the clouds that rise shower sweet water)

ye bhi ajooba hi hai
(this is also a surprise)

jungle mein jugnoo ko dekho to ye socho
(look at a firefly in a jungle and think)

ye roshni is me aayee kaise
(how does this light has come into it)

tan mein jo hai jaa wo kis tarah hai
(how is life there in the body)

man mein hai armaa wo kis tarah hai
(how is the desires in the mind)

keh bhi do ye bhi to koi ajooba hai
(just say that these also are surprise)

dharti se ambar se parbat se saagar se
humne suna pyaar ajooba hai
pehli nazar mein hi jo dilo mein ho
har wo qarar ajooba hai o
phulo se jo khushboo aaye ajooba hai
titli jo saare rang laye ajooba hai
baansuri ka ye sangeet ajooba hai
koyal jo gaati hai geet ajooba hai
ye bhi hairaan hai aisa bhi ek ajooba hai
ajooba ajooba ajooba ajooba ajooba ajooba
ajooba ajooba ajooba ajooba ajooba ajooba
ajooba ajooba ajooba ajooba ajooba ajooba

kehne ko saat ajoobe hai par shayad log ye bhoole hai
(to mention there are just seven wonders, but probably people have forgotten that)

ek aur ajooba bhi hai
(there is one more wonder)

resham, resham, chandan, chandan, tera mehka mehka ye badan
(the silky, the sandal, this your sweet smelling body)

koi ajooba hi hai
(is quite some wonder)

aankho ke neele darpan, hontho ka ye bheegapan
(the blue mirrors of the eyes, the wetness of the lips)

ye roop tera ajooba hi to hai
(this beauty is quite a wonder)

baho ki garmi ye bhi ajooba hai
(the warmth of your arms is also a wonder)

hatho ki narmi ye bhi ajooba hai
(the softness of your hands is also a wonder)

ye chaman sa badan koi ajooba hai
(this garden like body is also some wonder)

dharti se ambar se parbat se saagar se
humne suna pyaar ajooba hai
pehli nazar mein hi jo dilo mein ho
har wo qarar ajooba hai o
phulo se jo khushboo aaye ajooba hai
titli jo saare rang laye ajooba hai
baansuri ka ye sangeet ajooba hai
koyal jo gaati hai geet ajooba hai
ye bhi hairaan hai jis pe tum wo ajooba ho

version: 1.00
last updated: 01/08/2000
presented by: vulcan

back