LyricsIndia.net

Hey, want to try making your own Karaoke from any youtube track? Check out some samples on our new beta website Pruthak (which means 'to separate') to split a track into vocals, drums, bass, piano!

गाना / Title: रात की दलदल है गाढ़ी रे गाढ़ी रे - raat kii daladal hai gaa.Dhii re gaa.Dhii re

चित्रपट / Film: १९४७ अर्थ-(1947 Earth)

संगीतकार / Music Director: ए. आर. रहमान-(A. R. Rahman)

गीतकार / Lyricist: जावेद अख्तर-(Javed Akhtar)

गायक / Singer(s): सुखविंदर सिंग-(Sukhvinder Singh)

शेअर करें / Share Page

Lyrics in English - ASCII
देवनागरी बोल :
रात की दलदल है गाढ़ी रे गाढ़ी रे


धड़कन की चले कैसे गाड़ी रे गाड़ी रे



सहमीं सहमीं हैं दिशाएं जैसे कुछ खोने को है


साँस रोके हैं हवाएं जाने क्या होने को है


मौत छुपी झाड़ी-झाड़ी रे झाड़ी रे



दिल के आँगन में हैं फैले साये कैसे ख़ौफ़ के


रो रहे हैं यूँ अँधेरे काँप जाए जो सुने


डूबी समय की है नाड़ी रे नाड़ी रे

Lyrics in Unicode - Devanagari
Lyrics:
raat kii daladal hai gaa.Dhii re gaa.Dhii re


dha.Dakan kii chale kaise gaa.Dii re gaa.Dii re



sahamii.n sahamii.n hai.n dishaa_e.n jaise kuchh khone ko hai


saa.Ns roke hai.n havaa_e.n jaane kyaa hone ko hai


maut chhupii jhaa.Dii-jhaa.Dii re jhaa.Dii re



dil ke aa.Ngan me.n hai.n phaile saaye kaise Kauf ke


ro rahe hai.n yuu.N a.Ndhere kaa.Np jaa_e jo sune


Duubii samay kii hai naa.Dii re naa.Dii re

कुछ और सुझाव / Related content: