% \startsong \stitle{kabhii kabhii sapanaa lagataa hai}% \film{Ratnadeep}% \year{}% \starring{}% \singer{Kishore, Asha}% \music{R D Burman}% \lyrics{Gulzar}% % % Contributor: Arun Verma (verma@CS.Cornell.EDU) % Transliterator: Ravi Kant Rai (rrai@plains.nodak.edu) % Editor: Anurag Shankar (anurag@chandra.astro.indiana.edu) % \printtitle #indian % ki : kabhii kabhii sapanaa lagataa hai kabhii ye sab apanA lagataa hai tum samajhaa do, man ko kyaa samajhaauu.n aa : kabhI kabhI sapanaa lagataa hai kabhI ye sab apanA lagataa hai tum samajhA do, man ko kyA samajhaauu.n aa : mujhe agar baaho.n me.n bhar lo, shaayad tumako chain mile \- 2 ki : chain to us din khoyaa mai.nne, jis din tumase nain mile phir bhI ye achchhaa lagataa hai, magar abhii sapanaa lagataa hai tum samajhaa do, man ko kyA samajhaauu.n aa : kabhI kabhI sapanaa lagataa hai kabhI ye sab apanA lagataa hai tum samajhaa do, man ko kyA samajhaauu.n ki : chehare pe hai, aur ek cheharaa, kaise use haTaau.n meraa sach gar tum apanA lo, janam janam tarasaauu.n aise sab achchhaa lagataa hai, sab kA sab sapanaa lagataa hai tum samajhaa do, man ko kyA samajhaauu.n aa, ki : kabhI kabhI sapanaa lagataa hai kabhI ye sab apanA lagataa hai tum samajhaa do, man ko kyA samajhaauu.n ki : kabhI kabhI sapanaa lagataa hai % #endindian \endsong %