% \startsong \stitle{jhuumatii chalii havaa, yaad aa gayaa koii}% \film{Sangeet Samrat Tansen}% \year{}% \starring{Bharat Bhushan}% \singer{Mukesh}% \music{S N Tripathi}% \lyrics{Shailendra}% % % Contributor: Preeti Ranjan Panda (ppanda@ics.uci.edu) % Transliterator: Ravi Kant Rai (rrai@plains.nodak.edu) % Credits: Ashok Dhareshwar % Editor: Anurag Shankar (anurag@astro.indiana.edu) % \printtitle #indian % jhUmatii chalii havaa, yaad aa gayaa koI bujhatii bujhatii aag ko, phir jalaa gayaa koI jhUmatii chalii havaa \threedots kho ga_ii hai.n ma.nzile.n, miT gaye hai.n raaste gardishe.n hii gardishe.n, ab hai.n mere vaaste ab hai.n mere vaaste aur aise me.n mujhe, phir bulaa gayaa koI jhUmatii chalii havaa \threedots chup hai.n chaa.Nd chaa.Ndanii, chup ye aasamaan hai miiThii miiThii nii.nd me.n, so rahaa jahaan hai so rahaa jahaan hai aaj aadhii raat ko, kyo.n jagaa gayaa koI jhUmatii chalii havaa \threedots ek huuk sii uThii, mai.n sihar ke rah gayaa dil ko apanaa thaam ke aah bhar ke rah gayaa chaa.Ndanii kii oT se muskuraa gayaa koii jhuumatii chalii havaa \threedots % #endindian \endsong %