% \startsong \stitle{jaane kaise kab kahaa.N iqaraar ho gayaa}% \film{Shakti}% \year{1982}% \starring{Dilip Kumar, Rakhee, Amitabh Bachchan, Smita Patil, Amrish Puri}% \singer{Lata, Kishore}% \music{R D Burman}% \lyrics{Anand Bakshi}% % % Contributor: % Transliterator: Avinash Chopde (avinash@acm.org) % Credits: C. S. Sudarshana Bhat (cesaa129@utacnvx.uta.edu) % Venkatasubramanian K Gopalakrishnan (gopala@cs.wisc.edu) % Preetham Gopalaswamy (preetham@src.umd.edu) % Editor: Anurag Shankar (anurag@astro.indiana.edu) % \printtitle #indian % jaane kaise kab kahaa.N iqaraar ho gayaa ham sochate hii rah gae aur pyaar ho gayaa (2) gulashan banii.n galiyaa.N sabhii phuul ban gae kaliyaa.N sabhii (2) lagataa hai meraa seharaa tayyAr ho gayaa ham sochate \threedots tumane hame bebas kiyaa dil ne hame dhokhaa diyaa uf taubaa jiinaa kitanaa dush{}vaar ho gayaa ham sochate \threedots ham chup rahe kuchh na kahaa kahane ko kyaa baaqii rahaa bas aa.Nkho.n hii aa.Nkho.n me.n iqaraar ho gayaa % #endindian \endsong %