% \startsong \stitle{aa jaa piyaa tohe pyaar duu.n, gorii ba_iyaa.n tope vaar duu.n}% \film{Baharon Ke Sapne}% \year{1967}% \starring{Rajesh Khanna, Asha Parekh}% \singer{Lata}% \music{R D Burman}% \lyrics{Majrooh}% % % Contributor: Samiuddin Mohammed at Lehigh University (sm0e@ns1.cc.lehigh.edu) % Transliterator: Ravi Kant Rai % Credits: % Editor: Anurag Shankar (anurag@astro.indiana.edu) % \printtitle #indian % aa jaa piyaa tohe pyaar duu.N gorii ba_iyaa.n tope vaar duu.N kis liye tU, itanaa udaas sUkhe sUkhe ho.nTh, a.Nkhiyo.n me pyaas kis liye kis liye ho, aa jaa piyaa tohe pyaar duu.N\threedots rahane de re, jo vo julmii hai path tere gaao.n ke palako.n se chun DaalU.ngii mai.n kaa.NTe terI raaho.n ke ho, sukh meraa lele, mai.n dukh tere lelU.N tu bhii jiye, mai.n bhii jiyuu.N ho, aa jaa piyaa\threedots jal chuke, hai.n badan ka_ii piyaa isii aag me.n thake hue in haatho.n ko dede mere, haath me.n ho, laT bikharaae, chunariyaa bichhaae baiThii hU.N, tere liye ho, aa jaa piyaa\threedots apanii to jab a.Nkhiyo.n se bah chalii, dhaar sii khil pa.Dii, bas ek ha.nsii piyaa tere, pyaar kii ho, mai.n jo nahii.n haarii, saajan zaraa socho kis liye, kis liye ho, aa jaa piyaa\threedots % #endindian \endsong %