% \startsong \stitle{ishq kii garmii\-e\-jazbaat kise pesh karuu.N}% \film{Ghazal}% \year{1964}% \starring{Suni Dutt, Meena Kumari, Rehman}% \singer{Rafi}% \music{Madan Mohan}% \lyrics{Sahir}% % % Contributor: Guri (buxi@ix.netcom.com) % Transliterator: Rajiv Shridhar (rajiv@hendrix.coe.neu.edu) % Date: Sun Aug 20 1995 % Credits: Nita Awatramani % Editor: Rajiv Shridhar (rajiv@hendrix.coe.neu.edu) % Comments: % \printtitle #indian % ishq kii garmii\-e\-jazbaat kise pesh karuu.N ye sulaGate hue din\-raat kise pesh karuu.N husn aur husn kaa har naaz hai parde me.n abhii apanii nazaro.n kii shikaayaat kise pesh karuu.N terii aavaaz ke jaaduu ne jagaayaa hai jinhe.n vo tassavvur, vo Kayaalaat kise pesh karuu.N ai merii jaan\-e\-Gazal, ai merii iimaan\-e\-Gazal ab sivaa tere ye naGamaat kise pesh karuu.N koii hamaraaz to paauu.N koii hamadam to mile dil kii dha.Dakan ke ishaaraat kise pesh karuu.N % #endindian \endsong %