% \startsong \stitle{hue ham jin ke liye barabaad}% \film{Udan Khatola}% \year{1951}% \starring{Dilip Kumar}% \singer{Rafi}% \music{Naushad}% \lyrics{Shakeel}% % % Contributor: Vijay Kumar % Credits : Yogesh Sethi, Tabassum Hijazi % Transliterator: Rajiv Shridhar % Date: 04/06/1997 % Comments : The opening lines mean (very loosely translated) % Where has my childhood gone, leaving me in the grips of Youth % \printtitle #indian % asiir\-e\-pa.njaa\-e\-ahad\-e\-shabaab kar ke mujhe kahaa.N gayaa meraa bachapan kharaab kar ke mujhe hue ham jinake lie barabaada vo hamako chaahe kare.n na yaad jiivan bhar, jiivan bhar unakii yaad me.n ham gaae jaae.nge, ham gaae jaae.nge ek zamaanaa thaa vo pal bhar hamase rahe na duur hamase rahe na duur ek zamaanaa hai ke hue hai.n milane se majabuur milane se majabuur rahe vo dil kaa nagar aabaad basii hai jis me.n kisii kii yaad ham dil ko, ham dil ko unake yaad se bahalaae jaae.nge, bahalaae jaae.nge mai.n huu.N aisaa diipak jis me.n na baatii na tel na baatii na tel bachapan biitaa banii mohabbat chaar dino.n kaa khel chaar dino.n kaa khel vo Gam se laakh rahe aazaad sune na dard bharii fariyaad afsaanaa, afsaanaa unake pyaar kaa ham gaae jaae.nge, gaae jaae.nge % #endindian \endsong %