% \startsong \stitle{aaj tumase duur ho kar, aise royaa meraa pyaar}% \film{Ek Raat}% \year{1967}% \starring{Simi, Sheikh Mukhtar}% \singer{Mukesh}% \music{Usha Khanna}% \lyrics{Anjaan}% % % Contributor: Preeti Ranjan Panda (ppanda@wave.ICS.UCI.EDU) % Transliterator: Ravi Kant Rai (rrai@ndsun.cs.ndsu.nodak.edu) % Credits: % Editor: Anurag Shankar (anurag@astro.indiana.edu) % \printtitle #indian % aaj tumase duur ho kar, aise royaa meraa pyaar chaa.Nd royaa saath mere, raat royI baar baar kuchh tumhaare ba.ndishe.n hai.n, kuchh hai.n mere daayare jab muqaddar hii bane dushman to koI kyaa kare hAy koI kyaa kare, is mukaddar par kisIkaa, kyaa hai aakhir ikhtiyaar chaa.Nd royaa saath mere, raat royI baar baar \threedots har tamannaa se judaa mai.n, har khushii se duur huu.N jI rahaa huu.N, kyo.nki jiine ke liye majabuur huu.N hAy mai.n majabuur huu.N mujhako marane bhii na degaa, ye tumhaaraa intazaar chaa.Nd royaa saath mere, raat royI baar baar \threedots % #endindian \endsong %