% \startsong \stitle{hamadam mere, maan bhii jaao}% \film{Mere Sanam}% \year{1965}% \starring{Biswajeet, Asha Parekh, Mumtaz}% \singer{Rafi}% \music{O P Nayyar}% \lyrics{Majrooh}% % % Contributor: Shashikant Joshi urf pintu diwana (rava0002@gold.tc.umn.edu) % Transliterator: Ravi Kant Rai (rrai@plains.nodak.edu) % Editor: Anurag Shankar (anurag@chandra.astro.indiana.edu) % Comments: Pankha Road se Pintu Diwana [25] 14 May 1995 % A wonderful, _jivy_ song. Not as good as 'Baar baar dekho' but % still some can dance to it, I suppose! % Rafi saahab ke liye meree TOOOOOOOPEEEEE Hats off! % mood thoD.aa halkaa hai, so maiNne koshish kee hai thoD.aa taan % ko note karane kee, all the ~~~~~s % % Please try to hum this full song, just once for me, chalo ek % baar bas, arey koi naheeN sunegaa grad lab meN, aur sun bhee % legaa to hamaare Chinese bandhu ko kaunsaa samajh meN aayegaa? % % Yes, you are allowed to do all the acrobatics you feel like! % \printtitle #indian % ho hamadam mere, maan bhii jaao kahanaa mere pyaar kaa are halkaa\-halkaa, surkh labo.n pe ra.ng to hai iqaraar kaa \- 2 are hamadam mere hoy pyaar muhobbat kii havaa, pahale chalatI hai phir ik laT inakaar kii, rukh pe DhalatI hai \- 2 ye sach hai kam se kam, tuu ai mere sanam laTe.n chehare se sarakaao, tamannaa aa.Nkhe malatI hai haay, hamadam mere haay tumase mil\-mil ke sabaa, duniyaa mahakaaye bAdal ne chorii kiye, A.Nchal ke sa.ng \- 2 ye sach hai kam se kam, tuu ai mere sanam churaa luu.n mai.n bhii do jalave, meraa aramaan bhii rah jaaye haay, hamadam mere % #endindian \endsong %