% \startsong \stitle{ham tere binaa jii na sake.nge sanam}% \film{Thakur Jarnail Singh}% \year{1966}% \starring{Dara Singh, Helen, Sheikh Mukhtar}% \singer{Asha}% \music{Ganesh}% \lyrics{Asad Bhopali}% % % Contributor: Ashok M. Dhareshwar (ADhareshwar@WorldBank.Org) % Transliterator: Rajiv Shridhar (rajiv@hendrix.coe.neu.edu) % Date: Thu Jan 18 1996 % Credits: Preetham Gopalaswamy (preetham@connectinc.com) % Arunabha Shashank Roy % Editor: Rajiv Shridhar (rajiv@hendrix.coe.neu.edu) % Comments: % \printtitle #indian % aa aa \threedots ham tere binaa jii na sake.nge sanam \-2 dil kii ye aavaaz hai, dil kii ye aavaaz hai ham tere binaa jii na sake.nge sanam saarii duniyaa me.n \threedots saarii duniyaa me.n aisaa shabaab nahii.n hai ye haqiiqat hai teraa javaab nahii.n kisii aur me.n kahaa.N ye adaa \-2 tere jaisaa nahii.n hai koii duusaraa ham tere binaa jii na sake.nge sanam \-2 koii bhii tujhase ba.Dhake aziiz nahii.n hai dil ke aage jahaa.N koii chiiz nahii.n hai tujhe kyaa Kabar tere pyaar se tujhe kyaa Kabar tere pyaar se zi.ndagii ko milaa hai ba.Daa aasaraa ham tere bina jii na sake.nge sanam pahale hii din se \threedots pahale hii dn se ham dil me.n Thaan chuke hai.n tere banake tujhe apanaa maan chuke hai.n tere saamane kare.n kyaa bayaa.N \-2 umr bhar saath rahane kaa ye faisalaa ham tere binaa le na sake.nge sanam ham tere binaa jii na sake.nge sanam dil kii ye aavaaz hai, dil kii ye aavaaz hai ham tere binaa jii na sake.nge sanam \-2 % #endindian \endsong %