% \startsong \stitle{fuTapaatho.n ke ham rahane vaale, raato.n ne paalaa ham vo ujaale}% \film{Mashaal}% \year{1984}% \starring{Dilip Kumar, Anil Kapoor, Rati, Amariish}% \singer{Suresh Wadkar, Hariharan, Anup Jalota, Shailendra Singh}% \music{Hridaynath}% \lyrics{}% % % Contributor: C.S. Sudarshana Bhat (ceindian@utacnvx.uta.edu) % Transliterator: Ravi Kant Rai % Credits: Rajan Parrikar (Header Information) % Editor: Anurag Shankar (anurag@astro.indiana.edu) % \printtitle #indian % fuTapaatho.n ke ham rahane vaale raato.n ne paalaa ham vo ujaale \- 2 aakaash sar pe pairo.n tale hai duur tak ye zamii.n aur to apanaa koI nahii.n \- 2 fuTapaatho.n \threedots 1) koii nahii.n naa sahii ham kyU.n aa.Nsuu bahaae.n duniyaa jale naa jale ham tum mastii me.n gaae.n Gam se nikal bhuul ke chal kyaa hogaa kal apanaa vahii, is pal me.n jo hai yahii.n aur to \threedots 2) maa.N nahii.n baap nahii.n jaise jiye.n paap nahii.n naa koii ghar naa koii Dar hai paas kyaa jisakaa ho Dar na manzil hai na saahil hai ham hai.n dil hai ye dil hame.n, le jaae chaahe kahii.n aur to \threedots 3) ho.n bachapan me.n khele Gam se nirdhan gharo.n ke beTe phUlo.n kii sej nahii.n kaa.nTo.n pe ham hai.n leTe bhUkhe rahe hai.n Gam sahii dil ye kahe roTii jahaa.N, hai svarg apanaa vahii.n aur to \threedots % #endindian \endsong %