% \startsong \stitle{aaj kii mulaakaat bas itanii}% \film{Bharosaa}% \year{1963}% \starring{Guru Dutt, Asha Parekh}% \singer{Lata, Mahendra Kapoor}% \music{Ravi}% \lyrics{Rajinder Krishan}% % % Contributor: ShashiKant Joshi (rava0002@gold.tc.umn.edu) % Transliterator: Ravi Kant Rai (rrai@plains.nodak.edu) % Credits: % Editor: % \printtitle #indian % f: aaj kii mulaakaat bas itanii, kar lenaa baate.n kal chaahe jitanii m: achchhii nahii.n hotI hai zid itanii, dekho hame.n tumase hai priit kitanii f: pyaar jo kiyaa hai jataate ho kyuu.n, baat aisii hoTho.n pe laate ho kyuu.n m: aur ham jo puuchhe.n sataate ho kyuu.n, abhii abhii aaye abhii jaate ho kyuu.n m: kabhii kabhii aise bhii aayaa karo chaa.Nd nikale to ghar jaayaa karo f: aaye.nge jaaye.nge marazii se ham pyaar hai to naaz bhI uThaayaa karo m: Thaharo mai.n dil ko sambhaaluu.n zaraa palako.n me.n tumako chhupaa luu.n zaraa f: samajhe nA ab tak mohabbat hai kyaa aao tumhe ye bhii samajhaa duu.n zaraa % #endindian \endsong %