% \startsong \stitle{din hai suhaanaa aaj pahalii taariikh hai}% \film{Pahli Tarikh}% \starring{}% \singer{Kishore}% \music{Sudhir Phadke}% \lyrics{Qamar Jalalabadi}% % % Contributor: % Transliterator: Avinash Chopde (avinash@acm.org) % Credits: rec.music.indian.misc (USENET newsgroup) % Dinesh K. Prabhu (prabhu@amelia.nas.nasa.gov) % Rajan P. Parrikar (parrikar@mimicad.Colorado.EDU) % Editor: Anurag Shankar (anurag@astro.indiana.edu) % \printtitle #indian % din hai suhaanaa aaj pahalii taariikh hai \- 2 khush hai zamaanaa aaj pahalii taariikh hai pahalii taariikh ajii pahalii taariikh hai bIvii bolii ghar zaraa jal_dii se aanaa, jal_dii se aanaa shaam ko piyaajii hame.n sinemaa dikhaanaa, hame.n sinemaa dikhaanaa karo naa bahaanaa haa.N bahaanaa bahaanaa karo naa bahaanaa aaj pahalii taariikh hai khush hai zamaanaa aaj pahalii taariikh hai pahalii taariikh ajii pahalii taariikh hai kis ne pukaaraa ruk gayaa baabuu laalaajii kii jaa.N aaj aayaa hai kaabU aayaa hai kaabU o paisaa zaraa laanaa laanaa laanaa o paisaa zaraa laanaa aaj pahalii taariikh hai khush hai zamaanaa aaj pahalii taariikh hai pahalii taariikh ajii pahalii taariikh hai ba.ndaa bekaar hai qisamat kii maar hai sab din ek hai roz\-e\-aitabaar hai mujhe naa sunaanaa haa.N sunaanaa sunaanaa mujhe naa sunaanaa aaj pahalii taariikh hai khush hai zamaanaa aaj pahalii taariikh hai pahalii taariikh ajii pahalii taariikh hai daftar ke saamane aae mehamaan hai.n ba.De hii shariif hai.n puraane meharabaan hai.n \- 2 are jeb ko bachaanaa bachaanaa bachaanaa jeb ko bachaanaa aaj pahalii taariikh hai khush hai zamaanaa aaj pahalii taariikh hai pahalii taariikh ajii pahalii taariikh hai dil beqaraar hai soe nahii.n raat se seThajii ko Gam hai ki paiso chalo haath se are luuTegaa khazaanaa khazaanaa khazaanaa luuTegaa khazaanaa aaj pahali taariikh hai khush hai zamaanaa aaj pahalii taariikh hai pahalii taariikh ajii pahalii taariikh hai ai sinemaavaalo.n aao aao khel mazedaar hai o khel mazedaar hai jii khel mazedaar hai aagaa hai bhagavaan hai kishor kumaar hai nimmi giitaa baalii hai ashok kumaar hai naragiis raaj kapuur hai diliip kumaar hai giito.n kaa tuufaan hai naach kii bahaar hai, naach ki bahaar hai paa.nch aane kaa das aanaa \- 3 are vaapas nahii.n jaanaa jaanaa jaanaa vaapas nahii.n jaanaa aaj pahali taariikh hai khush hai zamaanaa aaj pahalii taariikh hai pahalii taariikh ajii pahalii taariikh hai milajul ke bachcho.n ne baapU ko gheraa, baapU ko gheraa kahate hai.n saare kii baapU hai meraa, baapU hai meraa khilaune zaraa laanaa, khilaune zalaa laanaa aaj pahalI taariikh hai khush hai zamaanaa \threedots pahalii taariikh \threedots din hai suhaanaa aaj pahalii taariikh hai khush hai zamaanaa aaj pahalii taariikh hai pahalii taariikh ajii pahalii taariikh hai % #endindian \endsong %