% \startsong \stitle{dil ke Tuka.De Tuka.De karake, muskuraate chal diye}% \film{Dada}% \year{1978}% \starring{Vinod Mehra, Bindiya Goswami, Pallavi Joshi}% \singer{Yesudas}% \music{Usha Khanna}% \lyrics{Kulvant Jani}% % % Contributor: % Transliterator: Venkatasubramanian K. G (gopala@cs.wisc.edu) % Credits: Kodukula Induprakas (prakas@cs.cornell.edu) % Preetham Gopalaswamy (preetham@src.umd.edu) % Editor: Anurag Shankar (anurag@astro.indiana.edu) % \printtitle #indian % (dil ke Tuka.De Tuka.De karake muskuraate chal diye ) \- (2) jaate jaate ye to bataa jaa ham jiye.nge kisake liye dil ke Tuka.De Tuka.De karake muskuraate chal diye chaa.nd bhii hogaa, taare bhii ho.nge duur chaman me.n pyaare bhii ho.nge lekin hamaaraa dil na lagegaa bhiigegii jab jab raat suhaanii aag lagaaegii R^itu mastaanii tuu hii bataa koii kaise jiyegaa dil ke maaro.n ko dil ke maalik Thokar lagaa ke chal diye dil ke Tuka.De \threedots ruuThe rahe.nge aap jo hamase mar jaae.nge ham bhii kasam se sunale haath chhu.Daane se pahale jaan hamaarii naam pe terii jaaegii jis din dilabar merii soch samajh le jaane se pahale yuu.n agar tum dil kii tamannaa ko miTaake chal diye dil ke Tuka.De \threedots % #endindian \endsong %