% \startsong \stitle{dekhaa na haay re sochaa na haay re rakh dii nishaane pe jaa.N}% \film{Bombay To Goa}% \year{1972}% \starring{Amitabh, Mehmood, Shatrughan, Aruna Irani}% \singer{Kishore}% \music{R D Burman}% \lyrics{Rajinder Krishan}% % % Contributor: Arun Verma (verma@CS.Cornell.EDU) % Transliterator: Ravi Kant Rai (rrai@plains.nodak.edu) % Editor: % \printtitle #indian % (dekhaa na haay re sochaa na haay re rakh dii nishaane pe jaa.N kadamo.n me.n tere nikale meraa dil hai bas yahii aramaa.N) \- 2 Dole Dole Dole ae ae ,Dole Dole Dole ae ae , Dole Dole ae ae aae (miT jaaye.nge mar jaaye.nge, kaam koI kar jaaye.nge marake bhI chain nA mile, to jaaye.nge yaaro.n kahaa.N ) \- 2 are oho \threedots huu.N huu.N huu.N dekhaa nA haay \threedots (qaatil hai kaun, kahaa.Nahii.n jAye chup bhI to rahaa nahii.n jaaye bulabul hai kaun, kaun sayyaad kuchh to kaho re meri jaa.N ) \- 2 are oho \threedots huu.N huu.N huu.N dekhaa nA haay \threedots (ghar se nikale ham khaake qasam chho.De.nge piichhaa nA ham sar pe kafan baa.ndhe hue, aaye dIvaanaa yahaa.N ) \- 2 are oho \threedots huu.N huu.N huu.N dekhaa nA haay re sochaa nA haay re rakh dii nishaane pe jaa.N kadamo.n me.n tere nikale meraa dil hai bas yahii aramaa.N % #endindian \endsong %