% \startsong \stitle{chhuu lene do naazuk ho.nTho.n ko, kuchh aur nahii.n hai.n jaam hai.n ye}% \film{Kaajal}% \year{1965}% \starring{Raj Kumar, Dharmendra, Meena Kumari, Padmini}% \singer{Rafi}% \music{Ravi}% \lyrics{Sahir}% % % Contributor: % Transliterator: Avinash Chopde (avinash@acm.org) % Credits: C. S. Sudarshana Bhat (cesaa129@utacnvx.uta.edu) % Venkatasubramanian K Gopalakrishnan (gopala@cs.wisc.edu) % Preetham Gopalaswamy (preetham@src.umd.edu) % Editor: % \printtitle #indian % chhuu lene do naazuk hoTho.n ko kuchh aur nahii.n hai.n jaam hai.n ye qudarat ne jo hamako baKshaa hai vo sabase ha.nsii.n iinaam hai.n ye sharamaa ke na yuu.N hii kho denaa ra.ngiin javaanii kii gha.Diyaa.N betaab dha.Dakate siino.n kaa aramaan bharaa paigaam hai ye, chhuu \threedots achchho.n ko buraa saabit karanaa duniyaa kii puraanii aadat hai is mai ko mubaarak chiiz samajh maanaa kii bahut badanaam hai ye, chhuu \threedots % #endindian \endsong %