% \startsong \stitle{cha.ndaa dekhe cha.ndaa, to vo cha.ndaa sharamaae}% \film{Jhoothi}% \year{}% \starring{Rekha, Raj Babbar}% \singer{Kishore, Lata}% \music{Bappi Lahiri}% \lyrics{Maya Govind}% % % Contributor: % Transliterator: Anurag Shankar % Credits: Swami % Satish Subramanian % Editor: Rajiv Shridhar % \printtitle #indian % ki: cha.ndaa dekhe cha.ndaa, to vo cha.ndaa sharmaae gorii gorii chA.ndanii me.n, gorii jab muskaae la: jiyaa bole piyaa, to ye jiyaa sharmaae gorii gorii chA.ndanii me.n, gorii jab muskaae ki: chaa.Nd se maathe pe bi.ndiyaa jhilamilaae aise chaa.Nd suuraj raat me.n ek saath chamake aise jii kare ye umar yuuhii.n dekhate kaT jaae la: jiyaa bole piyaa\threedots nain ban jaatii hai ghuu.NghaT man dulhan kii aashaa baa.nchate hai.n jab nayan tere nayan kii bhaashhaa nain me.n chhup kar mere mujhako tuu mujhase churaae ki: cha.ndaa dekhe cha.ndaa\threedots priit ke ra.ng me.n ra.ngaa hai teraa u.Dataa aa.nchal la: maine baa.ndhaa hai isii me.n ek diivaanaa paagal ki: aa.nchal kii chhaayaa me.n ye paagal jiye mar jaae la: jiyaa bole piyaa\threedots % #endindian \endsong %