% \startsong \stitle{vo ham se chup hai.n ham un se chup hai.n dilo.n ke aramaa.N machal rahe hai.n}% \film{Rasiyaa}% \year{}% \starring{}% \singer{Lata}% \music{Bulo C Rani}% \lyrics{D N Madhok}% % % Contributor: Gurcharan Sandhu % Transliterator: K Vijay Kumar % Comments: A film made during the fifties but never released % \printtitle #indian % vo ham se chup hai.n ham un se chup hai.n dilo.n ke aramaa.N machal rahe hai.n ajiib zidd.h hai, ki zidd.h hii zidd.h me.n ye din javaanii ke Dhal rahe hai.n hamaare dil me.n hai vo bulaaye.n vo sochate hai.n ki ham bulaaye.n sham\-e\-muhabbat sulag rahii hai, dilo.n ke paravaane jal rahe hai.n \-2 dilo.n ke paravaane jal rahe hai.n \threedots be\-sabr se sabr ho rahaa hai, bechain saa chain ho rahaa hai zabaa.N pe taale pa.De hue hai.n, kalejaa haatho.n se mal rahe hai.n \-2 kalejaa haatho.n se mal rahe hai.n vo ham se chup hai.n \threedots % \endsong #endindian %