% \startsong \stitle{pal bhar hii kii pahachaan me.n paradesii sanam se}% \film{Anuraag}% \year{1956}% \starring{Mukesh}% \singer{Mukesh}% \music{Mukesh}% \lyrics{Indeevar}% % % Contributor: K Vijay Kumar % Transliterator: K Vijay Kumar % \printtitle #indian % pal bhar hii kii pahachaan me.n paradesii sanam se lagataa hai ki ham jaanate ho.n janam janam se nigaahe.n chau.nkii dil kisii duusarii duniyaa me.n kho gayaa kise dekhaa hai ki zi.ndagii se mujhe pyaar ho gayaa kis ne mahakaa diyaa hai aa ke raaho.n ko merii raaho.n ke bhaag jaag gaye kis ke kadam se lagataa hai ki \threedots kisii jiivan me.n sahii tum se merii priit rahii jo priit bhuul gaye aaj lagate hai.n naye ahasaan hai qisamat kaa milaa aa.Nsu-e-Gam se lagataa hai ki \threedots zaraa sharamaanaa aur muskaanaa hai nishaanii pyaar kii binaa bole hii nain kah dete hai.n kahaanii pyaar kii jis ne dil haar diyaa us ne jag jiit liyaa dil de milaa kyaa na kahaa jaayegaa ham se lagataa hai ki \threedots % #endindian \endsong %