% \startsong \stitle{kuchh yaad rahe to sun kar jaa}% \film{Jawab}% \year{1942}% \starring{Pramatesh Barua, Kanan Devi, Ahindra Choudhary}% \singer{Kanan Devi}% \music{Kamal Dasgupta}% \lyrics{Pt. Madhur ?}% % % Contributor:Srinivas Ganti % Transliterator:Srinivas Ganti % Date:April 1, 2002 % \printtitle #indian % kuchh yaad rahe kuchh yaad rahe to sun kar jaa haa.N kar jaa, yaa naa kar jaa tuu haa.N kar jaa, yaa naa kar jaa (kuchh yaad rahe to sun kar jaa)\-2 (tuu haa.N kar jaa, yaa naa kar jaa)\-2 (bhuul sake to bhuul hii jaanaa kyaa bhuulii huu.N, bhuul bataanaa)\-2 dard diyaa jo dard diyaa hai, lekar jaa (tuu haa.N kar jaa, yaa naa kar jaa)\-2 (kyaa svapn rahegaa, svapn jo dekhaa kaise bataauu.N kyaa kyaa dekhaa)\-2 dekhuu.N kuchh tere dekhuu.N kuchh aisaa kar jaa (tuu haa.N kar jaa, yaa naa kar jaa)\-2 (tum paas the, phir bhii duur rahe majabuur the ham, majabuur rahe)\-2 kyaa samjhuu.N mai.n kyaa samajhuu.N, samajhaakar jaa (tuu haa.N kar jaa yaa naa kar jaa)\-2 % #endindian \endsong %