% \startsong \stitle{tasaviir banaataa huu.N terii khuun\-e\-jigar se}% \film{Deewaanaa}% \year{1952}% \starring{Suraiya}% \singer{Rafi}% \music{Naushad}% \lyrics{Shakeel}% % % Contributor: Satish Kalra % Transliterator: Vijay Kumar % Credits: % Comments: % \printtitle #indian % tasaviir banaataa huu.N terii Kuun\-e\-jigar se Kuun\-e\-jigar se dekhaa hai tujhe mai.n ne muhabbat kii nazar se are, muhabbat kii nazar se jitane bhii mile ra.ng vo sabhii bhar diye tujh me.n haay, bhar diye tujh me.n ik ra.ng\-e\-vafaa aur hai, laa_uu.N vo kidhar se are laa_uu.N vo kidhar se tasaviir banaataa huu.N terii \threedots saavan terii zulfo.n se ghaTaa maa.Ng ke laayaa haay, maa.Ng ke laayaa bijalii ne churaa_ii hai ta.Dap terii nazar se are, ta.Dap terii nazar se tasaviir banaataa huu.N terii \threedots mai.n dil me.n biThaa kar tujhe ruKsat na karuu.Ngaa haay, ruKsat na karuu.Ngaa mushkil hai teraa lauT ke jaanaa mere ghar se are jaanaa mere ghar se tasaviir banaataa huu.N terii \threedots % #endindian \endsong %