% \startsong \stitle{dil sajan jalataa hai}% \film{Mukti}% \year{1973}% \starring{Vidya Sinha, Shashi Kapoor}% \singer{Asha}% \music{R D Burman}% \lyrics{Anand Bakshi}% % % Contributor: Surajit A. Bose % Transliterator: Surajit A. Bose % Date: June 1, 2001 % Credits: % Comments: GEETanjali series % \printtitle #indian % laa laa \threedots dil sajan jalataa hai, ye badan jalataa hai lagii dil kii lagii huii kab se hai jaanii jab se lagaa kahii.n pe dil tab se hai jaanii dil sajan jalataa hai \threedots chalii havaa ye kaisii phuulo.n kii galiyo.n me.n shabanam ke girane se aag lage kaliyo.n me.n ho, chalii havaa ye kaisii phuulo.n kii galiyo.n me.n shabanam ke girane se aag lage kaliyo.n me.n ye chaman jalataa hai, ye badan jalataa hai \threedots pyaar kaa ra.ng lagaa hai jab se merii bi.ndiyaa me.n ye dharatii jalatii hai sapano.n me.n ni.ndiyaa me.n ho, pyaar kaa ra.ng lagaa hai jab se merii bindiyaa me.n ye dharatii jalatii hai sapano.n me.n nindiyaa me.n ye gagan jalataa hai, ye badan jalataa hai \threedots % #endindian \endsong %