% \startsong \stitle{dhaanii chunar morii haay re}% \film{Madhu}% \year{1959}% \starring{Meena Kumari, Karan Diwan}% \singer{Lata}% \music{Roshan}% \lyrics{Shailendra}% % % Contributor: Srinivas Ganti % Transliterator: K Vijay Kumar % Credits: % Comments: % \printtitle #indian % % dhaanii chunar morii haay re dhaanii chunar morii haay re jaane kahaa.N u.Dii jaaye re dhaanii chunar morii haay re \threedots aaj mere aa.Nchal se kyo.n lipaTatii jaaye jiivan kii bagiyaa me.n ye kisane phuul khilaaye nas nas me.n Dol ke ghuu.NghaT paT khol ke aaj khushii laharaaye re dhaanii chunar morii haay re \threedots jhuum rahe hai.n sapane do aa.Nkho.n me.n laharaake man hii man musakaa_uu.N mai.n nayii Dagar piyaa ke pag pag a.njaan hai nazar hairaan hai baat magar man bhaaye re dhaanii chunar morii haay re \threedots cha.nchal man ye kaahe mai.n u.Datii u.Datii jaa_uu.N o niil gagan par jaake cha.ndaa ko gale lagaa_uu.N sudh budh bisaraa gaye ye din kaise aa gaye koii mujhe samajhaaye re dhaanii chunar morii haay re \threedots % #endindian \endsong %