% \startsong \stitle{ai dil merii vafaa me.n koii asar nahii.n hai}% \film{Anokha Pyaar}% \year{1948}% \starring{Dilip Kumar, Nargis, Nalini Jayawant}% \singer{Lata, Ira Nagrath/Meena Kapoor, Ira Nagrath}% \music{Anil Biswas}% \lyrics{Shams Azimabadi}% % % Contributor:Srinivas Ganti % Transliterator: % Date:Dec 19,2000 % Credits: % Comments:LATAnjali % \printtitle #indian % la: ai dil merii vafaa me.n koii asar nahii.n hai mai.n mar rahii huu.N jin par unako khabar nahii.n hai ai dil merii vafaa me.n mere hii dil me.n rah kar mujh par nazar nahii.n hai ai dil merii vafaa me.n \threedots ira: (dil leke ab kahaa.N hai dil ke jagaane(?) vaale)\-2 (aa.Nkho.n se duur kyo.n hai dil me.n samaane vaale)\-2 koii unhe.n bataae.n mujhako khabar nahii.n hai ai dil merii vafaa me.n \threedots la: uThate hai.n dil ke shole aa.Nkho.n me.n hai andheraa mai.n ho ga_ii kisii kii (koii huaa na meraa)\-3 jo aag idhar lagii hai vo aag udhar nahii.n hai ai dil merii vafaa me.n \threedots ira: ab yaad me.n kisii kii mar mar ke jii rahii huu.N aa.Nsuu jo aa rahe.n hai.n aa.Nkho.n me.n pii rahii huu.N ab yaad me.n kisii kii mar mar ke jii rahii huu.N hotii hai ? dil me.n aur aankh kar ? rahii hai ai dil merii vafaa me.n \threedots % #endindian \endsong %