% \startsong \stitle{ab jo mile hai.n to baaho.n ko baaho.n me.n}% \film{Caravan}% \year{1971}% \starring{}% \singer{Asha}% \music{R D Burman}% \lyrics{Majrooh}% % % Contributor: Achyut Joshi % Transliterator: Achyut Joshi % Comments: % \printtitle #indian % (ab jo mile hai.n to baaho.n ko baaho.n me.n rahane de saajanaa sachche ke jhooThe hai.n, ho.nTho.n ko ho.nTho.n se kahane de saajanaa naa naa) \-2 haay re, haay re, haay re, saajana (yuu.N hii nashaa cha.Dhataa rahe) \-2 ke teraa pyaar ba.Dhataa rahe ye jhoomataa saayaa teraa tan pe mere pa.Dataa rahe tuu aa gayaa jo hosh me.n (kyaa hogaa phir, ye bhool jaa) \-2 (tuu hai havaa, sholaa huu.N mai.n) \-2 mil ke bhii jo mil naa sake bujh naa sake tere binaa tere binaa jal na sake majaboor huu.N terii qasam (jhooThii nahii.n merii vafaa) \-2 ab jo mile hai.n to mujhako nigaaho.n me.n rahane de saajanaa sachche ke jhooThe hai.n, naino.n ko naino.n se kahane de saajanaa naa naa ab jo mile hai.n to mujhako nigaaho.n me.n rahane de saajanaa sachche ke jhooThe hai.n, naino.n ko naino.n se kahane de saajanaa \threedots % #endindian \endsong %