% \startsong \stitle{pairo.n me.n bandhan hai}% \film{Mohabbatein}% \year{2000}% \starring{Shahrukh Khan, Amitabh, Aishwarya, }% \singer{Lata, Udit Narayan, Udbhav, Manohar Shetty, Shweta Pandit, Ishaan, Sonali Bhatwadekar, Pritha Mazumdar}% \music{Jatin-Lalit}% \lyrics{Anand Bakshi}% % % Contributor: Mo % Transliterator: Vijay Kumar % Credits: % Comments: % \printtitle #indian % pairo.n me.n bandhan hai paayal ne machaayaa shor sab daravaaze kar lo band dekho aaye aaye chor pairo.n me.n bandhan hai to.D de saare bandhan tuu machane de paayal kaa shor dil ke sab daravaaze khol dekho aaye aaye chor pairo.n me.n bandhan hai kahuu.N mai.n kyaa, karuu.N mai.n kyaa sharam aa jaatii hai na yuu.N ta.Dapaa ki merii jaan nikalatii jaatii hai tuu aashiq hai meraa sachchaa yaqii.n to aane de tere dil me.n agar shaq hai to bas phir jaane de itanii jaldii laaj kaa ghuu.Nghat na kholuu.Ngii sochuu.Ngii phir soch ke kal paraso.n boluu.Ngii tuu aaj bhii haa.N na bolii oy ku.Diye terii Dolii le na jaaye koii aur pairo.n me.n bandhan hai \threedots jinhe.n milanaa hai kuchh bhii ho ajii mil jaate hai.n dilo.n ke phuul to patajha.D me.n bhii khil jaate hai.n zamaanaa dosto.n dil ko diivaanaa kahataa hai diivaanaa dil zamaane ko diivaanaa kahataa hai le mai.n sai.nyaa aa gayii saarii duniyaa.N ko chho.D ke teraa bandhan baa.Ndh liyaa saare bandhan to.D ke ek duuje se ju.D jaaye.n aa ham dono u.D jaaye.n jaise sa.ng pata.ng aur Dor pairo.n me.n bandhan hai \threedots % #endindian \endsong %