% \startsong \stitle{nindiyaa se jaagii bahaar}% \film{Hero}% \year{1983}% \starring{Jackie Shroff, Meenakshi Sheshadri, Sanjeev Kumar}% \singer{Lata}% \music{Laxmikant-Pyarelal}% \lyrics{Anand Bakshi}% % % Contributor: Vijay Kumar % Transliterator: Vijay Kumar % Credits: % Comments: % \printtitle #indian % nindiyaa se jaagii bahaar aisaa mausam dekhaa pahalii baar koyal kuuke kuuke gaaye malhaar mai.n huu.N abhii kamasin kamasin jaanuu.n na kuchh is bin is bin raate.n javaanii kii baalii umar ke din kab kyaa ho nahii.n aitabaar aisaa mausam dekhaa pahalii baar \threedots kaisii ye rut aayii sun ke mai.n sharamaayii kaano.n me.n kah de kyaa baalii ye puravaa_ii pahane phuulo.n ne kiraNo.n ke haar aisaa mausam dekhaa pahalii baar \threedots % #endindian \endsong %