% \startsong \stitle{yahaa.N koii nahii.n teraa mere sivaa}% \film{Dil Ek Mandir}% \year{1963}% \starring{Rajendra Kumari, Meena Kumari}% \singer{Rafi}% \music{Shankar-Jaikishan}% \lyrics{Hasrat}% % % Contributor: % Transliterator: K Vijay Kumar % Credits: U V Ravindra % \printtitle #indian % yahaa.N koii nahii.n teraa mere sivaa kahatii hai jhuumatii gaatii havaa tum sab ko chho.D kar aa jaao, aa jaao aa jaao baadal bhii ban ke paanii, ik din to barasataa hai lohaa bhii jal ke aag me.n ik din to pighalataa hai jis dil me.n ho muhabbat ik din to tarasataa hai yahaa.N koii nahii.n \threedots terii man kii ulajhane.n sulajhaanaa chaahataa huu.N tujhe aaj se apanii mai.n banaanaa chaahataa huu.N man ke sunahare mandir me.n biThaanaa chaahataa huu.N yahaa.N koii nahii.n \threedots % #endindian \endsong %