% \startsong \stitle{na na karate pyaar tumhii.n se kar baiThe}% \film{Jab Jab Phool Khile}% \year{1965}% \starring{Shashi Kapoor, Nanda}% \singer{Rafi, Suman Kalyanpur}% \music{Kalyanji-Anandji}% \lyrics{Anand Bakshi}% % % Contributor: % Transliterator: K Vijay Kumar % Credits: % Editor: % \printtitle #indian % na na karate pyaar tumhii.n se kar baiThe karanaa thaa i.nkaar, magar iqaraar tumhii.n se kar baiThe na na karate pyaar tumhii.n se kar baiThe \threedots chho.Do rahane bhii do ye jhuuThe afasaane aisaa kyaa hai tum me.n - jaa jhuuThii aisaa kyaa hai tum me.n ki ham ho diivaane phir bhii tumane Kvaabo.n me.n aanaa nahii.n chho.Daa tiir nazaro.n se chalaanaa nahii.n chho.Daa ye shiqavaa sarakaar, hazaaro.n baar tumhii.n se kar baiThe na na karate \threedots ham ko thaa pataa jo tumhaarii daastaa.N thii ho.nTho.n pe to na thii - achchhaa? ho.nTho.n pe to na thii magar dil me.n haa.N thii koii dil na degaa anaa.Dii anajaan ko hamane de diyaa hai to maano ehasaan ko ham bhuule ik baar, ki aa.Nkhe.n chaar tumhii.n se kar baiThe na na karate \threedots % #endindian \endsong %