% \startsong \stitle{dil kaa nazaraanaa le, o diladaar le}% \film{Chalaak}% \year{1973}% \starring{}% \singer{Asha, Kishore}% \music{Ganesh}% \lyrics{Hasrat}% % % Contributor: Misri % Transliterator: K Vijay Kumar % Credits: % Editor: % \printtitle #indian % ki : dil kaa nazaraanaa le, o diladaar le ye sachchaa pyaar hai, meraa pyaar le dil kaa nazaraanaa le \threedots aa : dil kii nishaanii le, mere yaar le ye sachchaa pyaar hai, meraa pyaar le dil kii nishaanii le \threedots ki : aasamaan to nahii.n jo badal jaa_uu.Ngaa pyaar kaa ra.ng kachchaa nahii.n aa : mai.n ne dekhe yahaa.N pe hazaaro.n sanam baat kaa koii sachchaa nahii.n ki : haa.N, ham to vo nahii.n, kar lo yakii.n merii vafaa_o.n kaa ye sachchaa pyaar hai, meraa pyaar le aa : ye sachchaa pyaar hai meraa pyaar le \threedots ki : ham gale milake aao ye vaadaa kare.n zi.ndagii bhar na ho.nge judaa aa : ab tumhii.n sab kuchh ho hamaare liye jaan\-o\-dil se ham tumape fidaa ki : o sanam, mai.n huu.N pavan, tuu hai chaman merii muhabbat kaa ye sachchaa pyaar hai meraa pyaar le aa : ye sachchaa pyaar hai meraa pyaar le ki : dil kaa nazaraanaa le o diladaar le aa : dil kii nishaanii le o diladaar le do : ye sachchaa pyaar hai meraa pyaar le % #endindian \endsong %