% \startsong \stitle{##Strawberry## aa.Nkhe.n, sochatii kyaa hai.n}% \film{Sapnay}% \year{}% \starring{Kajol, Arvind Swamy, Prabhu Deva}% \singer{K Kay, Kavita Paudwal}% \music{A R Rahman}% \lyrics{Javed Akhtar}% % % Contributor: Ikram Ahmed Khan % Transliterator: K Vijay Kumar % Credits: % Editor: % \printtitle #indian % ke : ##Strawberry## aa.Nkhe.n, sochatii kyaa hai.n la.Dakii tum ho mahalo.n me.n ho palii vo ##ice cream## ho jo hai frij.h me.n rakhii tumane jo bhii kahaa, vo hameshaa huaa tumhe.n har chiiz milii, ##mercedes## milii phir bhii aa.Nkho.n me.n hai, koii Gam chhupaa huaa phir bhii tum khush nahii.n, bolo hai baat kyaa ai.n? ##no reaction? volume double## karuu.N? ##Strawberry## aa.Nkhe.n \threedots tum dil kii har ik baat pe kyo.n itanii ho bezaar tum pyaar ke sab Kvaabo.n ko bhii kahatii ho bekaar pagalii kahii.n ho to nahii.n laa_uu.N mai.n kyaa, koii davaa? kavitaa : koii pagalii vagalii nahii.n mai.n, suno davaa mujhako na do, ilaaj apanaa karo mere daadaa\-paradaadaa bhii paagal na the na koii paagalpan mujh me.n hai paa_uu.N kaise khushii apane hii pyaar me.n jab ke hai duHkh bharaa saare sa.nsaar me.n mujhako aisii khushii se nahii.n vaasataa meraa to hai alag raastaa ke : kyaa? shaadii nahii.n chaahiye? to phir ##route change## aa.Nkho.n me.n hai.n hiire chamakate chehare par hai.n, chaa.Nd damakate gaalo.n me.n hai.n, phuul mahakate ho.nTho.n me.n hai.n kaliyaa.N gulaabii dil ko banaa de.n jaise sharaabii naak to tho.Dii ##oversize## hai ##It's okay, madam. Plastic surgery## kar de.nge kavitaa : merii to naak jaisii hai, tu apanaa sar dikhaa lagataa hai tere sar me.n hai, bhuusaa bharaa huaa kise pataa, kise khabar, tuu aadamii hai yaa bandar % #endindian \endsong %