% \startsong \stitle{mujhe tum nazar se giraa to rahe ho}% \film{}% \year{}% \starring{}% \singer{Mehdi Hasan}% \music{Sohail Anwar}% \lyrics{}% % % Contributor: U V Ravindra % Transliterator: K Vijay Kumar % Credits: % Comments : The third stanza is not in the original film version. It has % been written by Mehdi Hasan's son, Qamaran Hasan. % This song is from a Pakistani Film. % \printtitle #indian % mujhe tum nazar se giraa to rahe ho mujhe tum kabhii bhii bhulaa naa sakoge naa jaane mujhe kyo.n yaqii.n ho chalaaa hai mere pyaar ko tum miTaaa naa sakoge merii yaad hogii, jidhar jaaoge tum, kabhii naGamaa ban ke, kabhii ban ke aa.Nsuu ta.Dapataa mujhe har taraf paaoge tum shamaa jo jalaayii merii vafaa ne bujhaanaa bhii chaaho, bujhaaa naa sakoge kabhii naam baato.n me.n aayaa jo meraa to bechain ho\-ho ke dil thaam loge nigaaho.n pe chhaayegaa Gam kaa a.ndheraa kisii ne jo puuchhaa, sabab aa.Nsuo.n kaa bataanaa bhii chaaho, bataa naa sakoge mere dil kii dha.Dkan banii haii jo sholaa sulagate hai.n aramaa.N, yuu.N ban\-ban ke aa.Nsuu kabhii to tumhe.n bhii ye ahasaas hogaa magar ham naa ho.nge, terii zindagii me.n bulaanaa bhii chaaho, bulaa naa sakoge % #endindian \endsong %