% \startsong \stitle{mahataab teraa cheharaa}% \film{Aashiq}% \year{1962}% \starring{Raj Kapoor, Nanda, Padmini}% \singer{Lata, Mukesh}% \music{Shankar-Jaikishan}% \lyrics{Shailendra}% % % Contributor: K Vijay Kumar % Transliterator: K Vijay Kumar % Credits: % Editor: % \printtitle #indian % mahataab teraa cheharaa kis Kvaab me.n dekhaa thaa ai husn zaraa batalaa, tuu kaun mai.n kaun huu.N Kvaabo.n me.n mile aqsar, ik raah chale milakar phir bhii hai yahii behatar, mat puuch mai.n kaun huu.N mahataab teraa cheharaa \threedots kyo.n ghirii ghaTaa tuu hii bataa kyo.n ha.Nsii fizaa tuu hi bataa phuul kyo.n khilaa tuu hii bataa is raah pe chalanaa hai is Gaah pe rukanaa hai is kaam ko karanaa hai batalaa ki mai.n kaun huu.N zi.ndagii ko tuu giit banaa dil ke saaz pe jhuum ke gaa is jahaa.N ko tuu pyaar sikhaa mahataab teraa cheharaa \threedots % #endindian \endsong %