% \startsong \stitle{jaan pahachaan ho}% \film{Gumnaam}% \year{1965}% \starring{}% \singer{Rafi}% \music{Shankar-Jaikishan}% \lyrics{Shailendra}% % % Contributor: K Vijay Kumar % Transliterator: K Vijay Kumar % Credits: % Editor: % \printtitle #indian % jaan pahachaan ho, jiinaa aasaan ho dil ko churaanevaalo.n aa.Nkh na churaao, naam to bataao jaan pahachaan ho \threedots haay aaj kii ye shaam javaa.N yuu.N na chalii jaaye phir se na aayegii ye kisiike bulaaye yaa~ yaa! jaan pahachaan ho \threedots bolo ye na bolo tum ho gaye ishaare siidhii siidhii choT huii dil pe hamaare yaa~ uu, haa haa jaan pahachaan ho \threedots chup\-chup dekhaa dekhii nazare.n diivaanii zaraa sii ye baat ban jaaye na kahaanii haay~ uu ah ah jaan pahachaan ho \threedots % #endindian \endsong %